NitiN Raj SHARMA

Friday, 4 March 2016

क्या से क्या हो गया ? और क्या होता जा रहा है ?

1985-
Bhai Engineer sahab ka ghar kahan hai?
Yahan se aage 20 km door hai
Chaliye chod deta hoon.

1995-
Bhai Engineer sahab ka ghar kahan hai?
Aage ja kar left hand 2km par hai.

2005-
Bhai Engineer sahab ka ghar kahan hai?
Kaun se Engineer sahab?
Yahan toh bohat saare Engineer sahab hain..naam kya hai?

2015-
Bhai Engineer sahab ka ghar kahan hai?
Aage jakar kisi bhi ghar main ghus jao..
Koi na koi Engineer mil hi jaaye ga..

2025-
Bhai Engineer sahab ka ghar kahan ha?
Arrey pagal! Engineer ke paas ghar hota hai kya?...yahan pull ke neeche jitne bhi soye hain sab Engineer hain.

No comments:

Post a Comment